ZaraNa tujhe chorr sakte hain tere ho bhi nahi sakte
Yeh kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahi sakte
Yeh kaisa dard hai pal pal hamain tarpaye rakhta hai
Tumhari yaad aati hai to phir so bhi nahi sakte
Chhupa sakte hain aur na dikha sakte hain logon ko
Kuch aise daagh hain Dil per jo hum dho bhi nahi sakte
Kaha to tha chorr denge yeh nagar phir ruk gaye lekin
Tumhain paa to nahi sakte magar kho bhi nahi sakte
Hamara ek hona bhi nahi mumkin raha ab tooooo
Jeeyen kaise ke tum se door reh bhi nahi sakte
Friday, April 10, 2009
Ajeeb Bemaqsad
Ajeeb Bemaqsad Hai Silsila_e_Ishq Bhi !!
Ye Lamha Hum Se Guzara Nahi Jata !!
Nahi Door Tak Jeet Ke AasaarMagar !!
Na Jane Kyun Hum Se Haara Nahi Jata !!
Ye Lamha Hum Se Guzara Nahi Jata !!
Nahi Door Tak Jeet Ke AasaarMagar !!
Na Jane Kyun Hum Se Haara Nahi Jata !!
Kinaron se
humen kinaron se nahin hay mutlab
tumhen hay durya ke paar jana
mager ye soocho ke ajj duryachurhaa hoa hay
bapharti moujoon ki surkh ankhen bata rahi hain
khiraaj mange ga tum se durya
to tum esa karo,mujhe shareek e safar bana lo
khiraaj mange ga jo tum se durya to
mujhe bhanwer mein utaar jana,, kion ke
tumhen hay durya ke paar jana.........

SAWAL HUM BE KARTY REHY
SAWAL HUM BE KARTY REHY
JAWAB PHER BE NA AYAHO SAKTA HEY KE WO HUM SEY
PEYAAR BE NA KARTY HON
EK HUM HIAN KE SUBHO KO SHAAM
SHAAM KO RAAT AUR RAAT KO DIN
KARTY JA RAHY HAIN
Pyar K Bhukey
Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye
Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye
Ho jaaye begaane aap shauq se sanam
Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye
Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise
Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye
Na majboor kijiye, ke main unko bhool jaaun
Mujhe meri wafaaon ka na gunehgaar kijiye
In jalte diyon ko dekh kar na muskuraaiye
Zara hawaaon ke chalne ka intezaar kijiye
Karna hai ishq aapse karte rahenge hum
Jo bhi karna hai aapko mere sarkaar, kijiye
Phir sapno ka ashiyaan bana liya hai maine
Phir aandhiyon ko aap khabardaar kijiye
Hame na dikhaiye ye daulaate ye shohrat
Hum pyaar ke bhookhe hain humey pyaar kijiye

Sohrato k sahar my kitny gumnam hogay
sohrato k sahar my kitny gumnam hogay
jis py fida thy hm wo kisi aur py mehrban hogay
ye rsmay ulfat biajab tamasha ha yahan
jo bi mila hykhulos sy sab badnam hogy
kuch takdeero ka khel anokha tha tahi daman hogy
kuch ranjishon k futur sy us ki yado ka saman hogy
girhan laga mahtab ko jis k wo asman ho gay
jawan silsilo ka zakhmy judai kyu imthan hogy
sunaty hn log dastanyn hmary mohabat javeda ki
arman na tha biknay ka hmy par kitabo sy aam hogy
uljhy dhagy kab sulajhty hn pari hn aisai girahin is my neelum
mohabat my mry ab har jany ky imkan hogay

Sunday, April 5, 2009
Ab Agar Or AzmaoGay
itna toota hun k chooney se bikhar jaounga
ab agar or azmao gay toh mar jaounga
eik aarzi musafir hoon mai tere kashti main,
tu jahan muj se kahe ga mai utar jaounga
hath pakro gay toh saya ban k sath rahonga
hath choro gy toh hamesha k liye bichar jaounga
frm
wellwisher

Yaadon Par Usi Ka Pehra
duaoun mai mere koi chehra rehta hai,
yaadon par usi ka pehra rehta hai
bhulaoun toh bhulaoun kese mai usko,
jo mere andhar mjh se b ghera rehta hai
frm
wellwisher
yaadon par usi ka pehra rehta hai
bhulaoun toh bhulaoun kese mai usko,
jo mere andhar mjh se b ghera rehta hai
frm
wellwisher
Meri Tanhai Ka Ehsaas
phir khain dor se ik bar sada do mujhko
meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko
tum toh chand ho tumhen meri zarorat kya he
me dia hun kisi chokat pe jla do mujh ko
frm
wellwisher
meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko
tum toh chand ho tumhen meri zarorat kya he
me dia hun kisi chokat pe jla do mujh ko
frm
wellwisher
Raabta Toot Chuka
raabta toot chuka hay to yeh sadaein kese
ab jo milna hi nahi to wafaein kese,
apni yadain or wo aansu wapes le lo
nahi koi jurm mera to yeh sazaein kese
frm
wellwisher
ab jo milna hi nahi to wafaein kese,
apni yadain or wo aansu wapes le lo
nahi koi jurm mera to yeh sazaein kese
frm
wellwisher
Jab Yaad kay Deep
jab yaad k deep jaltey hon or shaam k saye dhaltey hon
jab piyar kisi ka yaad aye or zikar kisi k chaltey hon
ankhoun mai aansu bhar ayen or ashk na tumse rukhtey hon
tab unlogoun ko yaad karo jo pyar tm hi se karte hon
jo tum bin je na sakte hon or tum par dil se marte hon

Yeh Kehte Huwe
meri ro me nai samatey tu bhol jatey usey,
wo itne pas nai atey toh bhul jatey usey,
yeh kehte huwe mera tm se koi taluq nahi,
ankhoun mai ansu nai latey toh bhul jatey usey..
wo itne pas nai atey toh bhul jatey usey,
yeh kehte huwe mera tm se koi taluq nahi,
ankhoun mai ansu nai latey toh bhul jatey usey..
Love story
Girl: Kon ho tum ?
Boy: Hasrat Tumari.
Girl:Dekhte ho kia?
Boy: Surat Tumhari.
Girl:Karte ho kia?
Boy: Pooja tumari.
Girl: Kafir ho kia?
Boy: aise hi sahi .
Girl: Chahte ho kia?
Boy: Mohabbbat Tumari.
Girl: Pachtao gay?
Boy: Kismat Humari.
Girl: Do Bachaon ki Maa Ho.
Boy: Shakal pe Laanat Tumari.......hhahha

Lot Ane
jab kabi tera dil ghabraye to lot ana
agar tujhe meri yaad aye to loot ana,
bht sa waqt aacha guzra hai sath tmhare
wo waqt yaad aye to lot ana,
ek paal mai jaan ban gaey the hum tumari
agar kabi vo pal yaad aye toh lot ana,
agar kabi dil ki darkan teez hojaye to lot ana
log to aksar sath nahin dete dil walo ka,
pas re kar bhe agar koi sath na de to loot ana
na jane tere itni yad kyon ati hai,
agar yeh paigam pohanch jae to LOT ANA

Taalluq roth jany se kabi tota nahin krty
mujhy sun ki uss ki sab batain faqat itna hi kehna hay
khafa hona mana lena ye sadiyun se riwayt hay
mohabatki elamat hay gily shikway karo mujh se
tumhain janan ijazat hay
mgr ik bat meri yad rakhna tm kabi aisa b hota hay
hawain rukh badalti hain khazain laot aati hain
khatain ho hi jati hain khfa hona b mumkin hay khata hona b mumkin hay
mgr hath se daman kabi choota nahin krty hamesha yad rakhna tm
taalluq roth jany se kabi tota nahin karty

US K NAZEEK GHAM-E-TARKAY WAFA KUCH BI NAHI
US K NAZDEK GHAM-E-TARKAY WAFA KUCH BI NAHI
MUTMEEN AYSA HAI JASEY HOYA KUCH BI NAHI
AB TU HATON SAY LAKERAY BIMITI JATI HAIN
USAY KOH K TU MERAY PASS RAHA KUCH BI NAHI
CHAR DIN REH GAYE HAIN MAILAY MAI
US NEY ANYE K LIYE KHAAT MAIN LIKAH KUCH BI NAHI
KAL BICHRAN HAI TU PHIR EAD-E-WAFA SOCH K BAND
ABI AGAZAY MOHABBAT HAI GEYA KUCH BI NAHI
MAIN TU IS WASTY CHOP HON K TAMASHA NA BANAY
TU SAMJTA HAI MUJAY TUCH SAY GILA KUCH BI NAHI
AY "SHOMAR" ANKAHY ISSE TARHAY BICHAY RAKNA
JANAY YO KAB PALAT AYE PATA KUCH BI NAHI.
Koi To Hota...
Mai jis k Dil ki Kitaab banti
Mai jis ki Chahat ka Khuwab banti
Mai Hijar ki lambi Raton mai,
Yaadban ker, Azab banti
Koi To Hota...!!
Jo Meri Khuwahish mai uth ker,
Raaton ko khoob Rota
Dukhon ki Chaadar lapet ker,
Hajum-e-Dunya se Door reh
Koi To Hota...!!
Mai Rooth jati, Manata to mujh ko,
K chaye Mera Qasoor hota,
Koi To Hota...!!
Mai jis k itne Qareeb hoti,
Na paas koi Raqeeb hota
Mai Tanha us ka Habib hoti,
Ye Silsila b Ajeeb hota
Koi To Hota...!!
Mai jis ki Chahat ka Khuwab banti
Mai Hijar ki lambi Raton mai,
Yaadban ker, Azab banti
Koi To Hota...!!
Jo Meri Khuwahish mai uth ker,
Raaton ko khoob Rota
Dukhon ki Chaadar lapet ker,
Hajum-e-Dunya se Door reh
Koi To Hota...!!
Mai Rooth jati, Manata to mujh ko,
K chaye Mera Qasoor hota,
Koi To Hota...!!
Mai jis k itne Qareeb hoti,
Na paas koi Raqeeb hota
Mai Tanha us ka Habib hoti,
Ye Silsila b Ajeeb hota
Koi To Hota...!!
Meri nigah e shouq
meri nigah e shouq se kese nehaan the tum
herat se soochti hoon ke,ab tak kahan the tum
ye khud okhaal ,ye phool se lab,chaand si jabeen
tum such bataoo! ajj se pehle kahan the tum
beeti hay ek umer tumhen dhoondte hoe
tum saamne the , phir bhi na jane kahan the tum.

SOCHO MEIN WO HI QUAID KA BANAYA PAKISTAN HOON
MUJHE THOKRON SAY BACHANE WALA KOUN,
MUJHE APNI PEHCHAN DELANEWALA KOUN,
AJ BIKHRA HAI DAMAN TO SAMAITNE WALA KOI NAHI,
MAINAY TUMHE IZZAT
DI MUJHE IZZAT DENE WALA KOUN,MUJHE APNI PEHCHAN DELANEWALA KOUN,
AJ BIKHRA HAI DAMAN TO SAMAITNE WALA KOI NAHI,
MAINAY TUMHE IZZAT
MUJHE BANA KAR DEKHO MEIN PHOOL HOON,
MUJHE JALA DOGE TO TUMHE BACHANE WALA KOUN,
KUCH MULKON KI SAZISHIEN M,UJHE TABAH KARNA CHAHTI HAIN,
TUM BHI USME SHAMIL HO JAOGE TO MUJHE BACHANE WALA KOUN,
WO LOG KEHTIEN HIAN PAK KO HUMARI ZARURAT HAI,
MUJHE TO APNO HI SAY KHATRA HAI TO GERON ME BACHANE WALA KOUN,
SIYASI ZALIMO NAY KAHA DHARTI PER LOGON KA BHOJH HAI BUHAT,
DHMAKON SAY FANA KAR DALA AB RUKNE WALA KOUN,
PHIR WO JO MASJIDON KI HIFAZAT KARTE THE,
SILSILA-E-LAL MASJID THA AB YE SILSILA RUKNE WALA KOUN,
SOCHO MEIN WO HI QUAID KA BANAYA PAKISTAN HOON,
MEIN RASTE MEIN PARA HOON MUJHE UTHANE WALA KOUN,,,
Khiraaj
humen kinaron se nahin hay mutlab
tumhen hay durya ke paar jana
mager ye soocho ke ajj duryachurhaa hoa hay
bapharti moujoon ki surkh ankhen bata rahi hain
khiraaj mange ga tum se durya
to tum esa karo,mujhe shareek e safar bana lo
khiraaj mange ga jo tum se durya to
mujhe bhanwer mein utaar jana,, kion ke
tumhen hay durya ke paar jana.............

Wisaal
waqt guzra to ye malaal hoa
khatam zindagi ka aik saal hoa
ajj zindagi ko urooj mila
ajj lamhaatko zawaal hoa
sooch ki jheel mein gira pathar
besabab muntashir khayal hoa
yaad ker ke wisaal ke lamhe
dil ye pagal bohat nidhaal hoa
itni shiddat se koi yaad aaya
ajj jina bara muhaal hoa
log dekhe bohat mager ab tak
koi teri kahan misaal hoa
koi ja ker zara usse keh de
hijir mein kiya hamara haal hoa.......
khatam zindagi ka aik saal hoa
ajj zindagi ko urooj mila
ajj lamhaatko zawaal hoa
sooch ki jheel mein gira pathar
besabab muntashir khayal hoa
yaad ker ke wisaal ke lamhe
dil ye pagal bohat nidhaal hoa
itni shiddat se koi yaad aaya
ajj jina bara muhaal hoa
log dekhe bohat mager ab tak
koi teri kahan misaal hoa
koi ja ker zara usse keh de
hijir mein kiya hamara haal hoa.......
Subscribe to:
Posts (Atom)