Tum roth jaoo mujse
Aisa kabi na karma,
Main ek mazar ko tarson
Aisa kabi na karma,
Karna main poch poch haroon
So so swal karloon,
Tim kuch jawb na do
Aisa kabi na karna,
Mujh se hi mil k hasne
Mujh se hi mil k rona,
Mujh se bichar k jeelo
Aisa kabi na karna,
Tum chand ban k rehna
Main dekhta rhaon ga,
Aisa kabi na karna,
Tum chalay jaogay
Toh dekhon ga tumhare rasta,
Tum lot k na ao
Aisa kabi na karne