Saturday, March 21, 2009

Jab Pyaar Kisi Ka YaaD aaeY...!

Jab yaad k Deep jalaeyn DiL mein
Aur Shaam k Saaey Dhaltay hon

Jub Pyaar kisi ka Yaad aaey
Aur zikr Kisika Chalta ho

Na chah k Ankhen bhar aaeyn
Aur Ashk na tumse Ruktay hon

Tub un logo'n kO yaaD karo
Jo Pyaar tumhi say kertay hon

Jo Tum Bin jee nasaktay hon
Aur Tum per DiL say Martay hon...!

To,
Wellwisher

MERE BAYKHABER......!

MERE BAYKHABER!
TUJHE KYA KHABER

MERI ZINDGI KA HER AIK PAL
TERI AARZU, TERI JUSTAJU
MERI JEET TU, MERI HAAR TU
MERE BAYKHAHABER!
TUJHE KYA KHABER
TERI ZAAT WOH NISAAB HAI

JISE PADHNA MERA KHWAAB HAI
JO MERE LIYE SERAAB HAI

MERE BAYKHABER!
MERI BAAT SUNN

MERI PALKON SE
MERE KHWAAB CHUNN

MERI CHAHTEIN OR IBAADATEIN
TERE NAAM THEEN

TERE NAAM HAIN
MERE DIL KI SAARI DHADKANEIN

BINA TERE MUJH PE MAHAAL HAIN
MERE BAYKHABER!
TUJHE KYA KHABER.......

Moulaqat

Milnay ko chaley aiey na inkar kee jeay
tarpia hay bohet aup nay itbar kee jeeay

jahan har k bazi lagay jeet jaisa sub kuch
kabi aup b koi aisa karobar kee jeeay

JAAM KO PETTA HOON

KAR KAY TUJHAY YAAD BOHAT JAAM KO PETTA HOON
KHABAR HO CHAND KO ES LEAY SHAAM KO PETTA HOON



OR TUM KO KHUD MAY SHAMIL KARANAY KAY LEAY
MAY AKSAR GHOOL KAY TAYRAY NAAM KO PETTA HOON

Mujh ko Khuwahish k jazeeray mai

Mujh ko Khuwahish k jazeeray mai chupa rehnay do
Bewafa shehar hai or mujh mai wafa rehnay do

aik teri yaad hi hissa hai meri dunya ka
bus issi yaad ko sansoo se juda rehnay do.


To,
Wellwisher

Woh Meri Aik Raat

Woh Meri Aik Raat Bhi Amar kar Na Saka
Jado Wo Janta Tha, Magar Kar Na Saka

Taqdir K Likhe Ko Badalne Chala Tha Woh
Magar Aik Hurf Bhi Idhar Se Udhar Kar na Saka Woh.

Followers