Saturday, January 17, 2009

Bewafa Tum Ho To

Bewafa Tum Ho To

Wafadaar Hum Bhi Nahi,
Besharam Tum Ho To
Sharamdaar Hum Bhi Nahi,
Pyaar Ke Is Mode Par
Aake Kehte Ho Shadishuda Ho
To Kya Hua Darling...
Kunware Hum Bhi Nahin!

Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha

Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
dekh sakti kash apna husan meri ankh sa

tu na sab paya ha ashiq ki nazar pai nahi
jab sa dekha tujh ko dunia ki taraf dekha nahi

jab say chaha tujh ko apni yad bhi aaee nahi
tujh ko pana zindgi ha tujh ko khona moot ha

aur kuch is ka siwa mere fasanay ma nahi
mang loun ga ma kuda sa ya chura loun ga tujhy

tujh sa moti doosra us kay khazanay ma nahi

wo apne faide ki

wo apne faide ki khatir phir aa mile thay hum se "faraz".
hum nadan samjhey k hamari duaon mein asar hain...

Muhabbat jab se tere naam hui hai

shabnami subheen jagti rateen
shamas o qamar ki sari saetain

kuch lamhe pehli bar hue hain
kuch nazmeen pehli bar likhi hain

kuch jazbe pehli bar kahe hain
muhabbat jab se aijaz hui hai

khushi to jaise tamam hui hai

DOUR JANE KI BAAT KI

AJ PHIR US NE DOUR JANE KI BAAT KI
Q DIL LAGI HUM NE US KE SATH KI

US KE DOUR JANE SE AGAR HOTI KHUSHI HUM KO
TOH KYA WAJA THI HAMARI US KO YUO ROKNE KI

US K SATH KI WAJA SE TOH JI RAHE THE HUM
WARNA HUM TOH BAT KARTE THE DUNYA CHORNE KI

HUM KHUD AIK DIN US SE ITNI DOUR CHALE JAYEE GAY!
K BE CAR JAYEE GI SAB KOSHISHEE HAMEE ROKNEE KI!

Student Ki pehchan

Multani yarYeh Student Ki pehchan Hai
Hath main Cigrette Moo Main pan hai
Mashoor yeh Shaitan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai

Parhna iSey aata nahi
Class kabhi jata nahi
Canteen iS ki jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai

Jalson main Sab Se aagey hain
Naron main Sab Se aagey hain
Imtehaan main naqal iS ki aan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai

Larkiyon ke peechey hai Para
Jo larki ghussa ho zara
Tab yeh banta Bhai jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai…

Followers