Saturday, January 17, 2009

Musafir to bicharty hain

musafir to bicharty hain
rafaqat kab badalti hai,

muhabat zinda rehti hai
muhabat kab badalti hai,

tmhe ko chahty hain aur
tmhe ko pyaar karty hain,

yahee barsoo ke aadat hai
aur adat kab badalti hai

No comments:

Followers