Kis ny kis ko mokamal kerna hai
abhi is baat ka faisla hona baqi hai
mosam ko badalna chahye yaya k abhi rukna hai
fasla rakhna hai ya k rasta hi badalna hai
abhi is baat ka faisla hona baqi hai
abhi to sochna baqi hai os ko kion kr chaha tha
abhi wo resham soljhani hai jo hathon main oljhi hai
abhi to is ka bhi faisla kerna hai mujhy SAHAR
k os ko chor any main mujhy noqsan kitna hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment