Sunday, March 8, 2009

Mangi thi Dua maine Rab se

Mangi thi Dua maine Rab se
Deyna hamain vo dost jo alag ho sb se

Usne mila Diya hamain aap se or kaha
Sambhalo inhen yeh “anmol” hai sab se


Nasha-E-Ishq Zaruri ha zindagi k liya
Sirf Sharab hi kafi nhi bekhudi k liya

Kisi K mast Nighon ma doob ja “Faraz”
Bara Haseen Samandar hai khudkhushi k liya.

No comments:

Followers