Na janay kiun wo muje se muskara kay milta hai
andar k saray gham chupa kay milta hai
janta hai ankhain sach bolti hain
aisi liay nazrain chura kay milta hai
Saturday, March 21, 2009
Karobar sheeshay ka
Patharon ki basti main karobar sheeshay ka
koi bhi nahin karta atibar sheeshay ka
kaanch k banay putlay thori door chaltay hain
char din ka hota hay ye khumar sheeshay ka
ban sanwar k harjai aj ghar se nikla hay
janay kiun hota hay phir shikar sheeshay ka
dil k aazmanay ko aik sung kafi hay
imtehan na lena tum bar bar sheeshay ka
iss zamanay main aarzi hain sab rishtay
hum ne bhi banaya tha aik yar sheeshya ka

Kabhi nazren milane may zamane beet jate hain
Kabhi nazren churane may zamane beet jate hain
kisi ne ankh b kholi to sone ki nagri may
kisi ko gahr banane may zamane beet jate hain
kabhi kaali siya raaten ek pal ki lagti hain
kabhi ek pal bitane may zamane beet jate hain
kabi khola ghar ka darwaza to samne thi manzil
kabi manzil k ane may zamane beet jate hain
ek pal may toot jate hain umar bhar k rishtey
wo rishtey jo banane may zamane beet jate hain..

Maine Pucha Wafa Se
Mene PuCha WaFa Se Q Nahin MilTi Kisi Ko WaFa Pyaar Main
To WaFa Ne Kaha BawaFa Jo MilTe Hain WaFa Ki Aar Main
AaKhOn Se PuCha Q BehTi Ho Kisi K InTzaar Main
To AaKhOn Ne Kaha Bus Kisi Ko DeKhne Ki Aas Main
Dil Se PuCha Q TarapTa Hai Her Kisi Ki Yaad Main
To Dil Ne Kaha TooT Jo ChuKa HOon Kisi K Pyaar Main

AAG BHUJTI NAHIN HEI PANI SE
AAG BHUJTI NAHIN HEI PAANI SE
KON NIMTE GA ES JAWANI SE
NA WO BACHE HEIN AB NA WO BACHPAN
JO BEHEL JATA THA KAHANI SE
EK SUMUNDER SAFAR PE NIKLA HEI
KEH DO DARIYAON KI RAWANI SE
KON CHOOTA HEI KON KON CHOTE GA
AAFAT E MARGE NAGAHANI SE
TERA JANA SAMAJ MEIN AATA HEI
KESE MIL PATI AAG PANI SE
KON NIMTE GA ES JAWANI SE
NA WO BACHE HEIN AB NA WO BACHPAN
JO BEHEL JATA THA KAHANI SE
EK SUMUNDER SAFAR PE NIKLA HEI
KEH DO DARIYAON KI RAWANI SE
KON CHOOTA HEI KON KON CHOTE GA
AAFAT E MARGE NAGAHANI SE
TERA JANA SAMAJ MEIN AATA HEI
KESE MIL PATI AAG PANI SE
TUJH KO HUM APNA AADI BANA LAIN GAY IS TERHAAN
Tujh ko hum apnay dilmay basa lain gay is terhaan
Jana bhi tu jo chahay to ja na sakay kahin
Apna tujhay hum aadi bana lain gay is terhaan,
Haan manng ker khuda say zamanay ki her khushi
Qadmou may tairay rakh kay baray piyar say sanum
Haan zindagi ko tairi saja dain gay is tarhaan,
Ye gardish-e- zamana tujhay chuu na sakay gi
Aesay hissar may tujhay rakhain gay ae sanum
Apni dua ko dhaal bana lain gay is terhaan,
Ger tu kabhi jo rooth gaya baat per kisi
Tujh ko galay laga k meri jaan piyar say
Hum apna aap dai k mana lain gay is terhaan
Her raat piyar say tairay bazoo pay rakh k sir
Beetay huay lumhaat ko ji lain gay ae sanum
Her shab, shab-e- baraat bana lain gay is terhaan
Tujh ko hum apna aadi bana lain gay is terhaan

Subscribe to:
Posts (Atom)